Talaq ka masla, Divorce Solution

Talaq ka masla, Ye ek bohat bura kam hai jis ko ALLAh pak bi pasand nahi karta. Lekin Divorce kun hoti hai or is bat tak nobat hi. Kun ati hai ye sab ap ko aj ham bataen gy or is ka hal bi bataen gy. Ye tab hoti hai jab mian bivi me jhagra hota hai. Or ye jhagra bohat ziada shidat ikhtiyar kar jata hai. Jhagra ya to mian ki taraf se hota hai ya bivi ki taraf se hota hai. Ya phir kabi kabi dono brabar ke shareek hote hain. Or yehi jhagra aakhir kaar talaq ka bahis banta hai.

Divorce, agar ghar me paisy rupe ka masla ho ya phir shohar kisi dosari aurat ke chakar me para ho ya phir shohar ka koi karobar na ho tab ye jhagra hota hai, or shohar agar kisi dosari aourat ke chakar me par jae to masla ziada kharab hote hote bat talaq tak pohanch jati hai.

sad-love-quotes-for-girlfriend-wife-her

Agar aourat kisi ghair mard me dilchaspi leti ho or shohar ko apni bivi par shak ho jay to bi lari jhagra shoro ho jata hai or aakhir kaar talaq ho jati hai, is ke ilawa ghar me aulad ka na hona or ya phir  susral walon ki mian bivi me had se ziada madakhlat bi talq ka masla banti hai.

Aksar okaat esa bi hota hai ke rishtedaron me se hi ko kala ilam karwa deta hai. Ke ye hansi khushi life kun guzar rahe hain in ka ghar barbad kar dia jae. To hasad karne wale log bi ilam karwa ke talaq dilwa dete hain. Or mian bivi ko samajh bi nahi a rahi hoti ke esa kun ho gay.

 

Talaq ka masla, Talaq lena zrori or marjbori

Shadi ke bad esa bi hota hai ke bivi apne shohar se khush nahi hoti or is ki bohat sari wajohat hoti hain maslan. Shohar bivi ke sath acha salook nahi karta or bivi ko acha nahi samajhta. Bivi ki taraf bilkul bi tawajah nahi deta ignore karta hai.

Is waja ye bi ho sakti hai ke shohar ki marzi ke khilaaf rishta hova hai. Ya shohar kisi or se shadi karna chahta tha. Aakhir kaar kia hota hai ke shohar ziada hi zulm karna shoro ho jata hai. Marta hai bura bhala kehta he. Matlab ke apni bivi ki zindagi azab bana deta hai.

talaq ka msla
talaq ka msla

To esi sorat e hal me bivi bardasht karti hai. Jab bardasht ki had khatam ho jati hai to talaq lena majbori ban jati hai. Talaq lena bi jab majbori ho to is ka hal bi moujood hai. Yehi sorat e hal agar shohar ke sath ho or is ki bivi bilkul shohar ki izaat na karti ho. Shohar ke haq haqooq pore na karti ho har waqat lari jhagra karti ho.

To bivi ke sath bi yehi ho sakta hai ki is ki marzi ke khilaaf ye shadi ki gai ho ya ye kisi or ko pasand karti ho. Ya phir wo apne shohar ki kamai se khush na ho. To jab bivi had se ziada or har waqat lari jhagra karti ho to is sorat e hal me bi shohar talaq leny par majboor ha jata hai. Talaq leni ho ya talaq rukwani ho, dono kam hi ho jate hain ilam ke zariye. Har masle ka hal moujood hai mushkil se mushkil kam bi hota hai agar koi amal karne wala amil ho.

Call: Rohani Amil Syed Ameer Ali Shah

Divorce Problems
talaq ka masla hall karwaen

 

READ ALSO: Divorce In Islam